How to Add Subscribe Button in YouTube Videos | channel Grow





Assalam o Alikum
is video me hum ne bataya hai k kis trah se apni youtube videos me subscribe button lga kar apne subscriber mazeed barha skte hain, hamari videos me dekhen to apko neche right side me subscribe button nazar ay ga app is par mouse le kar jain to aik side me subscribe button show hoga app is par click karke hamre channel ko subscribe kar skte hain, ise trah agar app bhi apni videos me subscribe button lgain to jab viewer apke videos ko dekhein gy to video me se apka channel subscribe karne me viewer ko asani hogi aur ise trah ziada se ziada viewer apke channel ko subscribe karen gy. is kliay sab se pehle apne youtube par login hojana hai aur apne channel me ajana hai is k baad apne creater studio me ajana hai, is k baad apne channel par click karna hai aur neche aik branding k option show hoga app ne is par click kardina hai, yahan apko gallery photo select karne kliay option mil jay ga to app jo image video me show karwana chate woh select karen.................Mazeed Maloomat Kliay Is Video Ko Mukamal Dekhen.


DOSO! Me Umeed Karta Hon K apko Yeh Video Pasand i hogi. Harmari Nai Videos Sabse Pehle Hamare Youtube Channel Par Upload Ky Jati Hain to Is Video K Neche Apko Red Color Ka Subscribe Button Nazar Ay Ga Apne Is Click Karke Hamare Youtube Channel Ko "Subscribe" Kar Lena Hai Take Hamari Nai Video Subse Pehle Apko Mil Skein Aur Neche Apko Kuch Social Icon Mil Jain Gy to Apne Un Par Click Karke Is Video Ko Social Site Par "Share" Karna Hai Take Apke Dost Bhi Is Se Faida Utha Skein.

THANK YOU FOR READING AND WATCHING

How to Save Battery On Your Phone
How to use Fingerprint Lock Without Sensor

TAGS: how to, add subscribe button on youtbe videos,youtube channel, technology videos, youtube videos. youtube channel growth.

Post a Comment

Previous Post Next Post