How to save battery on your phone






 Asslam o Alikum
is video me aap jane gy k kis trah se aap apne mobile phone ko fast bana skte hain, Mobile ki hanging problem solve karskte hain,Mobile ko garam hone bacha skte hain aur apne mobile ki phone ki battery timing increase kar skte hain.
In problems ka samna ziada tar logon ko karna parta hai, Is ka main reason ha ziada tar apps ka aaik sath running me hona.
Dosto jab app apne mobile ko use karte hain aur Facebook, Whats app Twitter ya is trah bare,bare balkhe is se bhi bare apps app open karte  rehte hain aur use karne k baad app home key se app back karte rehte hain lakin is trah app k apps close nhi hote balke background me chalte rehte hain yeh baat to ab bhi app nahin jante honge k app k mobile me is waqat kitne apps running me hain?
ise trah apke android phone me buht bare, bare apps running me hote hain jin ka apko pata nhi hota aur isi waja se apka mobile hang hone lagta hai ya slow gojata hai,apka mobile garam hone lagta hai aur apke mobile ki battery jaldi khatam hojati hai ya apka mobile phone buht slowly charge hota hai.
Dosto is video me hum ne android mobile ki aaik choti se secret setting k bare me bataya hai jis ko follow karne se apke yeh sab problems solve hojain gi Matlab Apka mobile fast chale ga,apke mobile ki battry timing increase hojay gi,apka hang bhi nhi hoga aur aap ka mobile garam bhi nhi hoga.
100% gurented aap k mobile chale ga bilkul new jaisa.
to app ne is video ko mukamal watch karna hai insha allah yeh apke liay buht he help full sabit hogi.

i hope apko yeh video pasand aay gi,
app hamare youtube channel "Technical Point" ko subsribe karein kiun k ham new videos sub se pehle apne channel par upload karte hain.
aur aap ne is video ko social site par dosto k sath share zaror karna hai, is se aaik to hamari help hojati hai dosra aap k dost bhi is se faida utha skte hain.


 Tags  
Android Mobile, Android hidden Secret Setting,how to inrease battery life, save battery,mobile hang,mobile hanging problem solve,speed up your android phone,
tips and tricks, in urdu hindi

Post a Comment

Previous Post Next Post