Assalam o Alikum
is video me hum ne bataya hai k kis trah se app apne mobile me android studio chala skte hain aur apni best apps create kar ke earning kar skte hain.
computer me jab app android studio intstall kar late hain to is k baad apko sdk manager aur bhir is me buht se plugin install karne hote hain jo k buht bare se size k hote hain is trah apka buht sa data zai ho jata hai aur bhir bhi app android studio ki installation complete nhi kar pate, is me apko buht se error ka samna karna parta hai agar app new user hain to apko android studio me error solve karte karte kam az kum 10, 15 din to lag hi jain gy bhir bhi app android studio use kar pate hain ya nhin? Allah jane. android studio k jhanjat se buchne aur android apps apne mobile me create karne kliay apne "AIDE" apk ko download/install karlena hai. app agar android development me nai hain to is app ko zaror use karen kiunke yeh use karne aur apps bnane me buht hi asan hai aur mazy ki yeh k is me apko android studio wale tamam option mil jate hain unko use karke app apna aik perfect application tiar karskte hain.
Mazeed maloomat kliay is video ko mukamal dekhen.
AIDE APK LATEST VERSION DOWNLOAD
DOSO! Me Umeed Karta Hon K apko Yeh Video Pasand i hogi. Harmari Nai Videos Sabse Pehle Hamare Youtube Channel Par Upload Ky Jati Hain to Is Video K Neche Apko Red Color Ka Subscribe Button Nazar Ay Ga Apne Is Click Karke Hamare Youtube Channel Ko "Subscribe" Kar Lain Hai Take Hamari Nai Video Subse Pehle Apko Mil Skein Aur Neche Apko Kuch Social Icon Mil Jain Gy to Apne Un Par Click Karke Is Video Ko Social Site Par "Share" Karna Hai Take Apke Dost Bhi Is Se Faida Utha Skein.
THANK YOU FOR READING AND WATCHING
How to save battery on your phone
adobe photoshop cs6 in android phone
TAGS: use,Android studio,in mobile,android sdk,sdk manager,eclipse,AIDE apk,app maker,app creator, sdk error,solve,android studio error,
Post a Comment